Friday 30 November 2012

Aaye Chaand


Aye Chaand
Jab Woh Teri Taraf Daikhein
To Unhein Kuchh Yaad Dillana
Mudher Se Kuchh Geet Sunana
Aor Kehna...

Kiss Nay Kaha Tujhe


Kiss Nay Kaha Tujhey K Anjaan Bann K Aaya Karr
Mere Dill Kay Aainey Mein Mehmaan Bann K Aaya Karr

Pagal Ekk Tujhe Hi To Bakhshi Hai Dil Ki Hakoomat
Ye Teri Saltanat Hai Tu Sultan Ban K Aaya Karr

Monday 26 November 2012

Tammanaon Ki Neeli Chandni


Tammanaon Ki Neeli Chandni Mein
Kahan Ho Tum Hamari Zindagi Mein

Merra Photo Sajja Kamrey Mein Uss K
Yakka Yakk Ho Gai Kitni Badii Mein

Duniya Ki Mehfilon Say Ukta Giya Hoon


Duniya Ke_i Mehfilon Say Uktta Giya Hoon Yaa Rab
Kiya Lutf Anjuman Ka, Jab Dill He Bujh Giya Ho

Firraq Mein Laztein Hain


Firraq Mein Laztein Hain Itni To Sochta Hoon
Wissal Uss Ka Naseeb Hoga To Kiya Baney Gaa

Jo Door Rah Kar Harrarat e Jaan Banna Hua Hai
Wo Shakhs Mere Qareeb Ho Gaa To Kiya Baney Gaa

Kion Naa Apni Khushi Ussey Daita


Kion Naa Apni Khushii Ussey Daita
Wo Bahot He Uddas Aaya Thaa
Merri Saans Ekk Amanat Thei
Mein Khudd Apna Nahin Praiya Thaa

Dill Mera Ekk Kitabb Ki Suratt


Dill Mera Ekk Kitabb Ki Surat
Jiss Mein Wo Hai Gulabb Ki Suratt
Mein Karri Dupahir Ki Tanhaie
Woh Shab e Mahtaabb Ki Suratt

Mujhe Mo'jzon Par Yaqeen Tha


Mujhey Mo'jzon Par Yaqeen Thaa
Tu Bicharr Giya, So Nahin Raha

Sunday 25 November 2012

Ab Nazm Kahon Yaa..!!!


Woh Milney K Ahed o Paimaan
Sb Jhootey Nikley Aye Janan
Na Tum Aain, Na Piyar Kiya
Na Chahat Ka Izharr Kiya
Na Ruthey Dil Ko Shaad Kiya

Sakoon e Dil Na Raha



Sakoon e Dill Naa Raha Jab Wo Bezaban Thehrey
Khushi Khushi Naa Rahi Jab Wo Badguman Thehrey

Wo Bhi Ekk Waqt Tha, Bin Unkey Guzarta Hi Naa Tha
Yeh Bhi Ekk Waqt Hai, Lamhey Mujhey Sadian Thehrey

Friday 23 November 2012

Yeh Dill Ki Baat Hai Na



Yeh Dill Ki Baat Hai, Na Zamaney Ki Baat Hai
Jo Kuchh Hai ZIndagi Ko Nibahaney Ki Baat Hai

Mein TUjh Ko Yaad Karkey, Hamesha Hi Ro Diya
Aankhon Mein Ashkk Hain Jo Bahaney Ki Baat Hai

Alfaz K Jhootey Bandhan



Alfaaz Kay Jhootey Bandhann Mein
Aaghaz Kay Gaherey Pardon Mein
Harr Shakhs Muhabbat Karta Hai
Halankey Muhabbat Kuchh B Nahi
Sb Jhootey Rishtey Natey Hain

Thursday 22 November 2012

Chahat Mein Kiya Duniyadari



Chahat Mein Kiy_a Duniya Dar_i Ishq Mein Kais_i Majboori
Logon Kaa Kiya, Samjhaney Do, In Ki Apni Majboor_i,

Mein Nay Dil K_i Baat Rakhi Aur Tu Nay Duniya Waloon Ki
Meri Aarz Bhi Majboori Thee, Unn Kaa Hukam Bh_i Majboori,

Tuesday 20 November 2012

Ishq Kamaona Aokha



Jhaliya..!
Ishq Kamana Aokha
Kissey Noon Yaar Banana Aokha
Piyar Piar Tay Har Koi Kookey
Kar Kay Piyar Nibhana Aokha

Jitna Bhi Uss Ko Sochon



Jitna Bhi Uss Ko Sochon
Utna Hi Door Paon
Jitna Bhi Uss Ko Chahon
Khud Hi Bikharti Jaon,
Mein Aam See Musafirr...

Saturday 17 November 2012

Kuchh Raat Ki Aankhein



Kuchh Raat Ki Aankhien Bheegi Thein
Aor Chaand Bhi ROotha Rootha THa
Aor Dill Bhi Toota Toota THaa
Kiss More Pe Bichhrey Yaad Nahin
Honton Pe Koi Faryaad Nahin

Ab Kay Saal Kuchh Aisa Karna



Abb Kay Saal Kuchh Aisaa Karna
Apney Guzrey Barah Mah K
Dukh Sukh Ka Andaza Karna
Basri Yadein Taza Karna
Sada Saa Kaghaz Ley Karr

Aaye Mere Dost...!!!


Aaye Mere Dost

Aaye Mere Dost
Safarr Kaa Kaam Hai Katna
Katt Hi Jaye Gaa
Waqt Ka kaam Hai Guzarna
Guzar Hi Jaye Gaa
Magr Raston Pr Urrti Dhool
Mazi Par Parney Naa Daina
Apni Yaad K Mehwar Se
Mujhey Niklney Naa Daina

Mujhe Khoney Se Darta Thaa



Mujhe Khoney Se Darta Thaa

Merri Aankhon Peh Martaa Tha
Merri Batoon Peh Hanstaa Tha
Najaney Shakhs Thaa Kaisa
Mujhe Khoney Se Darta Thaa
Mujhey Jabb B Woh Milta Thaa

Monday 12 November 2012

Tujh Se Naraz Nahin Zindagi


Tujh Say Naraz Nahin Zindagi Hairan Hoon Mein
Tere Masoom Sawalon Se Pareshaan Hoon Mein
Jeeney K Laye Socha Hi Naa Tha Dard Sambhalney Hoongey
Muskuraon To Muskuraney K Qarz Utarney Hoon Ge
Muskuraon Kabhi To Lagta Hai

Ekk Hoo Ka Aalam Hota Hai - Urdu Poetry


Ekk Hoo Kaa Alam Hota Hai Harr Shaam K Baad
Phirr Dill Mein Talatum Uthta Hai Harr Shaam K Baad

Thokarr Khaa K Sambhal Jate Hain Log Magrr
Koi Chupke Chupkey Rota Hai Harr Shaam K Baad

Kaho To Dard Hai


Kaho To Dard Hai Woh Aor Dill Ka Qarar Bh_i Ha_i
Ke_h Jism O Jaan K Rishtey Ka Inhesarr Bhi Hai

Lahu Mein Tazgi Ka Rangg Un Ki Zaat Se Hai
Woh Jo Shamil Ho, Zindagi Bahar Bahar Bhi Hai

Wednesday 7 November 2012

Thaa Lutf e Wissal Aor Kabhi


تھا لطف۔ وصل اور کبھی افسون۔ انتظار
یوں درد۔ ہجر سلسلہ جنباں نہ تھا کبھی

پُرساں نہ تھا کوئی تو یہ رسوائیاں نہ تھی
ظاہر کسی پہ حال۔ پریشاں نہ تھا کبھی

Woh Tasawur Mein Jo Aain



Woh Tasawur Mein Jo Aain To Preshan Hona
Bin Kahey Kuchh Chaley Jain To Pasheman Hona

Janey Kiss Nahij Pe Lay Jaye Ashiqi Meri
Nahin Mumkin Zuban Waley Ka Bezuban Hona

Zindagi Kaanch Ka Khilona


Zindagi Kaanch Ka Khilona Hai Aakhir Toot Jana Hai
Do Ghari Baith Mere Paas Mujh Ko Bahot Door Jana Hai
Tu Ne Hansi Daikhi Hai Mere Gham Nahin Daikhey
Mere Paon Mein Musafton K Zakham Nahin Daikhey
Yaadon Ka Hasil Bhi Aakhir Bhool Jana Hai

Khailtey Khailtey



Khailtey Khailtey Donon Mein Se
Ekk Ne Doojay Ki Guriya Ki Noch Lee Aankhein
Larki Cheekhi,
Daikho, Tum Ne Meri Guriya Andhi Karr Di
Ab Sapney Kaise Daikhey Gee?

Shaher Baarish Mein Dhultey - Urdu Poetry


Shaher Barish Mein Dhultey
Rastey Bondon Mein Khuye
Kuhsaron Par
Ghataon Kay Nagar Daikhey
Niya Suraj

Saturday 3 November 2012

Aadat Hi Bana Lee Hai


Aadat Hi Bana Lee Hai, Iss Shaher K Logon Nay
Andaaz Badal Laena, Awaz Badal Laena
Aghiyar Wohi Rakhna, Ahbab Badal Laena
Duniya Ki Muhabbat Mein, Atwar Badal Laena
Mousam Jo Niya Aaye, Raftar Badal Laena

Uss Nay Aashufta Mizaji Ko


Uss Nay Aashufta Mizaji Ko Niya Mor Diya
Mujh Ko Paa Baa Kiya Aor Chhor Diya
Uss Nay Aanchal Se Nikali Mere Gumgushta Kitab
Aor Chupkey Se Muhabbat Ka Warq Mor Diya
Hum Ko Maaloom Tha Anjam e Muhabbat Hum Nay

Uss Zakham K Bharney Mein


Uss Zakh_m K Bhar_ney Mein Bahot Dair Lagt_i Hai
Jis_s Zakh_m Mei_n Hoon Apn_on Ki_e Enayyat

Friday 2 November 2012

Thursday 1 November 2012

Ab Hussn Ka Rutba Aali Hai


Ab Hussan Ka Rutba Aali Hai
Ab Hussan Se Sehra Khali Hai
Chal Basti Mein Banjaraban
Chal Nagri Mein Saudager Ho

Tujhe Bhoolney Ki Koshishein


Tumhein Bhoolney Ki Koshishein Kabhi Kamyab Na Ho Sakein
Teri Yaad Shakh e Gulab Hai, Jo Hawa Chali To Mehk Gai

Jab Se Gaye Ho

Jab Se Gaye Ho, Bikhar Giya Hoon
Tum Nay Hi Mujhe Parow K Rakhta Tha

Bakhsha Hai Jiss Ne


Bakhsha Hai Jiss Nay Rooh Ko Zakhmon Ka Pairhann
Mohsin Woh Shakhs, Kitna Tabiat Shanas Thaa

Tum Kia Jano Muhabbat K Meem


Tum Kiya Jano Muhabbat K Meam Ka Matlab
Agr Mil Jaye To Mo'jza Aor Na Milley To Mout

Phirr Is K Baad


Phirr Iss K Baad Bazar e Dil Nahin Lagey Gaa
Khareed Lijyey Sahib..! Ghulam Akhri Hai

Advertisement