Showing posts with label Syed Aqeel Shah. Show all posts
Showing posts with label Syed Aqeel Shah. Show all posts

Wednesday, 27 November 2013

Dushman Ho Koi Dost Ho Parkha Nahin


Roman Urdu      رومن اردو

Dushman Ho Koi Dost Ho Parkha Nahien Kartey
Hum Khaaknasheen Zarf Ka Souda Nahin Kartey

Ekk Lafz Jo Keh Dein To Wohi Lafz Hai Aakhir
Kat Jaye Zabban Baat Ko Badla Nahin Kartey

Ehtesab e Zindagi Barishon Kay Mousam Mein


Roman Urdu      رومن اردو

Barishon Ke Mousam Mein
Khizan Ki Sard Raton Mein
Bheegi Bheegi Matti Ki
Halki Halki Khushbu Mein
Kaghazon ky Manind Phir
Paon Tallay Aa Kar
Kuchlay Janewaley Sab

Sunday, 24 November 2013

Dastak By Syed Aqeel Shah


Roman Urdu  رومن اردو

Aaj Phir Kitni Udasi Thee Kissi Shaam Kay Baad
Aaj Phir Shabb K Sannaton Mein
Weeran Raston Par Phir Koi Yaad Jo Aai
To Youn Rafta Rafta
Beh Gaye Aankh Sey Aansoo Bhi Najaney Kitney
Unhi Yaadon K Taaqub Mein
Youn Chaltey Chaltey

Friday, 22 November 2013

Chalo Sochein Wohi Lamhey


Roman Urdu   رومن اردو

Chalo Sochein Wohi Lamhey
Jo Abb Kay Khawab Lagtey Hain
Wo Mousam Jo Paraye Hain
Unhein Phir Dhondney Niklein
Chalo Daikhein
Wohi Galiyan

Wednesday, 6 November 2013

Barhh Hee Jaata Mohabbat Kaa Assar

Roman Urdu   رومن اردو

Barhh Hee Jaata Mohabbat Kaa Assar Shaam Kay Baad
Khali Khali Sey Mujhey Lagtey Hain Gharr Shaam Kay Baad

Tu Bhi Samjhey Keh Mohabbat Ki Azziat Kiya Hai
Kar Meri Tarah Tu Bhi Safar Shaam Kay Baad

Tehreerein


Roman Urdu   رومن اردو

Tehreerein
Bahot Sada Say Kaghaz Par
Bahot Sada See Tehreerein
Kabhi Tera Naam Likh Daina
Koi Paighaam Likh Dena
Koi Paighaam Likh Kar Phir
Ussi Ko Choomtey Rehna

Bahot Likha Mohabbat Peh Magar Samjha Nahien Kuch Bhi

Roman Urdu    رومن اردو

Bahot Likha Mohabbat Peh Magar Samjha Nahien Kuch Bhi
Hazaron Hadsey Aaye Magar Daikha Nahien Kuch Bhi

Yeh Kaisi Dastan Hum Nay Raqam Ki Hai Sarabon Pe
Kahein Alfaaz Roothey Hain Kahein Likha Nahin Kuch Bhi

Monday, 28 October 2013

Bahot Hee Motabir Hoon Mein

Roman Urdu    رومن اردو

Bahot Hee Motabir Hoon Mein
Bahot Manoos Hain Mujh Sey
Parinday Uss Ki Nagri Kay
Mujhey Tanha Nahien Kartey
Yeh Jugnoon Uss Ki Basti Kay
Hawain Paas Se Jatey Huey
Uss Kaa Batati Hain

Sunday, 20 October 2013

Aaj Mera Phir Dill Toota Hai

Roman Urdu     رومن اردو

Aaj Mera Phirr Dill Toota Hai
Phir Zakhmon Se Taza Lahoo Nay
Mujh Ko Yeh Ehsaas Diya K
Aatey Jatey Mousam Badlein
Waqt Ka Pahiya Jitna Ghoomey
Rastey Jitna Peechey Chootein

Advertisement