Friday, 2 November 2012

Aansu Aahein - Sad Urdu Poetry


Aansu, Aahein, Tanhai, Weerani Aor Gham e Musalsal
Ekk Zarra Sa Ishq Hua Tha Kiya Kiya Wirasat Mein De Giya

Aks e Janan Ki Khair Ho


Aks e Janan Kie Khair Ho Yaa Rabb
Khawb Aankhon Samait Toota Hai

Thursday, 1 November 2012

Ab Hussn Ka Rutba Aali Hai


Ab Hussan Ka Rutba Aali Hai
Ab Hussan Se Sehra Khali Hai
Chal Basti Mein Banjaraban
Chal Nagri Mein Saudager Ho

Tujhe Bhoolney Ki Koshishein


Tumhein Bhoolney Ki Koshishein Kabhi Kamyab Na Ho Sakein
Teri Yaad Shakh e Gulab Hai, Jo Hawa Chali To Mehk Gai

Advertisement