Showing posts with label Noshi Gillani. Show all posts
Showing posts with label Noshi Gillani. Show all posts

Monday, 6 January 2014

Khawab Ki Massafat Se


Roman Urdu   رومن اردو

Khawab Ki Massafat Se
Wissal Ki Tamazat Se
Roz O Shab Riazat Se
Kiya Milla Mohabbat Se
 Aik Hijr Ka Sehra
Aik Sham Yadon Ki

Saturday, 23 November 2013

Chup Naa Rehtey Biyan Ho Jatey


Roman Urdu   رومن اردو

Chup Na Rehtey Biyan Ho Jatey
Tujh Se Garr Badguman Ho Jatey

Zabt e Gham Nay Bacha Liya Warna
Hum Koi Dastan Ho jatey

Sunday, 22 July 2012

Uljhan


Mujhe Khouf Hai
Wo Nibah Ke Kissi Marhaley Pe
Ye Aa Ke Kehdey Ab Nahin
Merey Dill Ko Teri Talb Nahin

Noshi Gillani

Sunday, 24 June 2012

Saffar Aasaan Laggta Hai


Saffar Aasaan Laggta Hai..
Dil e Barbaad Tujh Ko Yeh Saffar Aasaan Lagta Thaa
Udharr To Sochtaa Thaa aor Idharr
Aankhon Say Koi Khawaab Chehra Aan Laggta Thaa
Maggar Khawaabon Mein Rehna
Khawaab Jaisi Be_Haqeeqat Khushbu Ko Sahera Mein Rehnaa Hai
Kinaaron Se Jo Ho Mahroom
Uss Darya Mein Rehnaa Hai
Dill e Barbaad Ham Nay To Kahaa Thaa
Yeh Saffar Aassan Lagta Hai
Maggar Aankhein Baddan Say Chheen Letaa Hai


Noshi Gillani

Advertisement