Showing posts with label Dagh Dehlvi. Show all posts
Showing posts with label Dagh Dehlvi. Show all posts

Thursday, 21 November 2013

Kabhi Kabhi Teri Bey Niazi Se


Roman Urdu   رومن اردو

Kabhi Kabhi Teri Beniazi Se Khouf Khaa Kar
Sochta Hoon Key Tu Mera Intekhaab Kion Hai

Kal Par Hee Rakho Wafa


Roman Urdu   رومن اردو

Kal Par Hee Rakho Wafa Ki Batein
Mein Aaj Bahot Bujha Hua Hoon

Kiya Koi Nai Baat Nazar Aai Hai


Roman Urdu   رومن اردو

Kiya Koi Nai Baat Nazar Aai Hai Hum Mein?
Aaina Hamein Daikh Kar Hairan Saa Kion Hai

Koi Toot Sa Giya Hai


Roman Urdu   رومن اردو

Koi Toot Saa Giya Hai
Ekk Terey Roothh Janey Sey

Mein Jo Mein Thaa


Roman Urdu   رومن اردو

Mein Jo Mein Thaa Mein Wohi Hoon
Woh Jo Woh Thay Woh Nahen Rahey

Mill Hee Jaye Ga Kabhi Dil


Roman Urdu   رومن اردو

Mill Hee Jayega Kabhi Dill Ko Yaqeen Rehta Hai
Wo Issi Shaher Ki Galion Mein Kahein Rehta Hai

Mohabbat Aik Khushbu Hai


Roman Urdu   رومن اردو

Mohabbat Aik Khushbu Hai Hamesha Sath Chalti Hai
Koi Insaan Tanhai Mein Bhi Tanha Nahein Rehta

Mohabbat Hai Aqeedat Hai



Roman Urdu   رومن اردو

Mohabbat Hai, Aqeedat Hai, Enayat Hai Yaa Ulfat Hai
Nazar Mein Jabb Sey Aaye Ho Kuch Nazar Hee Nahein Aata

Mout Bhi Kam Khoobsurat To Nahien


Roman Urdu   رومن اردو

Mout Bhi Kam Khoobsurat To Nahein Hoti Hogee
Jo Bhii Iss Se Milta Hai Zindagi Chor Jata Hai

Mujhey Bhi Patta Thaa


Roman Urdu   رومن اردو

Mujhey Bhe Patta Thaa Log Badal Jatey Hain Magar
Mein Nay Kabhi Tumhein Logon Mein Ginna Hee Nahien Thaa

Mustaqil Rotey Hee Rahiye


Roman Urdu   رومن اردو

Mustaqil Rotey Hee Rahiey To Bujhey Aatish e Dill
Aik Do Aansu To Aor Aag Lagga Jatey Hain

Phir Youn Hua Keh


Roman Urdu   رومن اردو

Phir Youn Hua K Baton Mein Hum Uss Ki Aa Gaye
Phir Youn Hua K Dhokay Hee Khaye Tamam Umer

Poocha Thaa Uss Nay Haal


Roman Urdu   رومن اردو

Poocha Thaa Ussnay Haal Bari Muddat Kay Baad
Kuchh Par Giya Hai Aankh Mein Yeh Keh Kay Ro Parey

Qaabil e Dad Yeh Aankhein Hain


Roman Urdu   رومن اردو

Qaabil e Dad Yeh Aankhein Hain Keh Inn Aankhon Se
Khood Hee Pamaal Huey Khood Hee Tamasha Dekha

Qalam Se Likh Nahien Sakta


Roman Urdu   رومن اردو

Qalam Se Likh Nahin Sakta Pareshan Dill Kay Afsaney
Hamarey Sath Jo Hota Hai Bass Achha Nahein Hota

Rah Gai Umeed To Barbaad Ho Jaongaa


Roman Urdu  رومن اردو

Rah Gai Umeed To Barbad Ho Jaonga Mein
Jayey To Sach Much Mujhey Bhullatey Jayey

Ruswa Karongaa Dasht e Janoon Ko


Roman Urdu   رومن اردو

Ruswa Karonga Dasht e Janoon Ko Galli Galli
Dar Dar Phirron Gaa Chaak e Girebaan Liye Huye

Sahoolat Se Guzar Jao Meri Jaan


Roman Urdu   رومن اردو

Sahoolat Se Guzar Jao Meri Jaan
Kahein Jeeney Ki Khatir Marr Nah Rahio

Sari Basti So Gai Nasir


Roman Urdu   رومن اردو

Saari Basti So Gai Naasir
Too Abb Takk Kion Jaag Raha Hai

Sikka Banna Kay Jab Bhi Uchhala Gia Mujhey


Roman Urdu   رومن اردو

Sikka Banna Kay Jab Bhi Ochhala Giya Mujhey
Mein Teri Haar Jeet Mein Taqseem Ho Giya

Advertisement