Showing posts with label Farzana Nainana. Show all posts
Showing posts with label Farzana Nainana. Show all posts

Friday, 28 December 2012

Bahishet Say He Mein Aai Zameen Par


Bahishet Se Hi Mein Aai Zameen Parr Lekin
Shumar Mera Nahin Aasmani Chezon Mein

Phir Aaya Bhoola Hua Khawab, Raat Mein Nainan
Likhi Hui Thee Purani Kahani Chezon Mein

Monday, 26 November 2012

Tammanaon Ki Neeli Chandni


Tammanaon Ki Neeli Chandni Mein
Kahan Ho Tum Hamari Zindagi Mein

Merra Photo Sajja Kamrey Mein Uss K
Yakka Yakk Ho Gai Kitni Badii Mein

Friday, 22 June 2012

Missal e Barg Mein Khud Ko

Missal e Barg Mein Khud Ko Urrana Chahtee Hoon
Hawaye Tund Pey Maskkan Banana Chahtee Hoon
Wo Jinn Ki Aankhon Mein Hotaa Hai Zindagi Mein Mallal
Issi Qabeeley Say Khud Ko Millana Chahtee Hoon
Jahaan Kay Band Hain Saddion Say Mujh Pe Darwazay
Mein Ek Baar Ussi Gharr Mein Janaa Chahtee Hoon

Advertisement