Showing posts with label Bashir Badar. Show all posts
Showing posts with label Bashir Badar. Show all posts

Monday, 9 February 2015

Kabhi Youn Bhi Aa Meri Aankh Mein

Roman Urdu     رومن اردو

Kabhi_e Youn Bhi Aaa Meri Aankh Mein K Merri Nazar Ko Khabar Na Ho
Muje Aik Raat Nawaaz Day Magar Iss Kay Baad Saher Naa Ho

Mere Bazuon Mein Thakki Thakki Abhi Mehve e Khawab Hai Chandani

Na Uthey Sitaron Ki Palkie, Abhi Aahton Ka Guzzar Naa Ho

Monday, 6 January 2014

Kabhi Youn Bhi Aa Meri Aankh Mein


Roman Urdu   رومن اردو

Kabhi Youn Bhi Aa Meri Aankh Mein Keh Merri Nazar Ko Khabar No Ho
Mujhey Aik Raat Nawaz Day Magar Uss K Baad Saher Na Ho
Merey Baazuon Mein Thaki Thaki Abhi Mehve e Khaab Hai Chandni
Naa Uthey Sitaron Ki Paalki Abhi Aahton Ka Guzzar Na Ho

Bashir Badar

Sunday, 1 December 2013

Abhi Uss Taraf Naa Nigah Kar


Roman Urdu      رومن اردو

Abhi Iss Taraf Na Nigah Kar Mein Ghazal Ki Palkein Sanwar Loon
Merra Lafz Lafz Ho Aaina Tujhe Aainey Mein Uttar Loon

Mein Tamam Din Ka Thakka Hua Tu Tamam Shab Ka Jagga Hua
Zarra Thehr Jaa Issi More Par Terrey Sath Shaam Guzaar Loon

Thursday, 12 July 2012

Jab Raat Kee Tanhai


Jb Raat Kee Tanhai Dil Ban K Dharkti Hai
Yaadon K Dareechon Mein Chlman C Sarakti hai

Lubaan Men Chingari Jaise Koi Rakh Jaye
Youn Yaad Tery Shab Barr Seeney mein Sulaggti Hai

Youn Piyar Nahin Chhupta, Palkon Ke Jhukane Se
Aankhon Ke Lifafon Mein Tehreer Chamkti Hia

Khushrang Parindon Ke Lout Aane Ke Din Aaye
Bicharey Hue milte Hian, jb barf pighalti Hia

Shuhrrat Kee Bulandi B Pall Bhar Ka Tamasha Hai
Jis Dall Pe Baithey Ho, wo Toot B Sakti Hai

Bashir Badar

Advertisement